Saturday, September 13, 2008

Zindagi Kisi Kitab Ka Naam Nahi

"comments are already pouring in"

All the poetic people around the world.
I have been doing MBA for past 1 and half year now.
Learned lot of things apart from Academics.
Everyone in MBA says only one thing READ READ READ.
So just during a discussion this stanza came out of my mouth

"Zindagi Kisi Kitab Ka Naam Nahi", and i was like BINGO!, EUREKA! EUREKA I can write poems.

why not take this opportunity and take it forward, I and my friends will try to take it forward we like the world to take it forward.

The stanzas should be related to,
how simpler life was earlier when we were not developed,
and how technology and competition have changed things.

Our motto is to express any thing with a Comic sense.

So lets start writing single stanzas, through comments.

Zindagi Kisi Kitab Ka Naam Nahi........

1....ki paane badal the hi zindagi badal jayaage

2....aasli kushi sayad is technology main kho gayi hain
aur aaja hassi sirf Gtalk ki hahaaha ban kar raha gaye



"comments are already pouring in"

Stumble Upon Toolbar Digg!

13 comments:

ABStract said...

zindagi-kisi-kitab-ka-naam-nahi,
Zindagi us kitab ke panne hain...
Jis parr hum roz kuch likhvate hain...

Anonymous said...

pehle milne ki tadp hua karti thi bass ab faslo ki chutti kambakhat phone ki tring tring ne kar di hai

Anonymous said...

avaaz sunkar dil bhar gaye hai aaj... toh ungliya sirf pyar ke sms bhejte hi reh gayi hai

Amol Shah said...

zindigi kisi kitab ka naam nahi
ki paane badal the hi zindagi badal jayaage

Anonymous said...

aasli kushi sayad is technology main kho gayi hain
aur aaja hassi sirf Gtalk ki hahaaha ban kar raha gaye

Amol Shah said...

woh ladai jhagada jo aamne saamne kiya karte the,
aaaj orkut ka ek scrap ban gaya hai

bykedar said...

Zindagi Kisi Kitab Ka Naam Nahi

But remember one thing ye kisi kitab se kaam nahi,
pehle to hum apni aapni kitab mein zindagi ki khushiya , gum likha karte the, par aaj kal ye bhi sali .pdf file jaise ban gayee hai,

Sab ek dusre ki kitab mese copy-paste karna chahte hai !!

Kitna simple hota agar aaisa kar pate par sab log wohi karne ke liya daud rahe hai!!

All u buddies REMEMBER one Thing

" Most important things in the life are not THINGS, but the people around you !! "

Anonymous said...

zindagi koi kitab ka naam nahi
ki pannae jalate hi, yaadee khatam ho jaayee,
yaadee peecha nahi chodtee
jaise mba mein assignments peecha nahi chodtae !

brand update said...

Zindagi Kisi Kitab Ka Naam Nahi..
Toh fir Kyu hum Kotler padhteh hai..
kabhi branding to kabhi positioning mai he apni zindagi ko barbad karteh hai..
aur jab interview ka time ataah hai toh yeh kambaak aise question kyu karteh hai
Jina uttarh hum Zindagi se he dhundhteh rehte hai..!

Anonymous said...

haan, zindagi kisi kitab ka naam nahi, aaj woh ek 'Key' 'Tab' ka naam ban kar reh gayi hain

Unknown said...

Zindagi kisi kitab ka naam nahi,
Zindagi to shuru hoti hai Coffee ki ek pyale se aur puri hoti hai Client ke mailo se,
Is mail ka kya khena kambakhat seat se hilne nahi deti clinet ki galio se,
Zindagi kisi kitab ka naam nahi,
Zindagi shuru hoti hai Onsite ki khanio se aur puri ho jati hai Offsite ke sahare se,
Raba jane kab yeh PM/TL Onsite bhej ge...par yeh to sure hai ki Onsite mai jau ga mai kisi aur Company se,
Zindagi kisi kitab ka naam nahi,
kitab ke aakhari pane aa gaye kyu ki ..kyu ki Company ne nahi bheja Onsite..nahi bhari meri pocket,
Ab yehi silsila chalta rahe ga agli company mai....phir agli company mai ...phir agli company mai,
Zindagi kisi kitab ka naam nahi,
Ruko Ruko ...ab mai PM ban gaya hu ab mujhe kahi jaane ki jarurat nahi hai ..par haan ab mai dusro ...haan ab mai dusro ko bhi wohi Sapane dhikta hu, jo mujhe dhikya karte the,
Yaro ab muje samj aaya ki PM bhi kisi ke under hua karte hai...MANAGEMENT,
Zindagi kisi kitab ka naam nahi,
MANAGEMENT se kaun bach paya..ha re kaun bach paya hai,
Kyu ki..Kyu ki MANAGEMENT bhi dusri Rajniti hai.
Aur hum sab is Rajniti ke hise hai.
Zindagi kisi kitab ka naam nahi
--Mohnish Advani

Anonymous said...

Zindagi Kisi Kitab Ka Naam Nahin.....

Par Shayad........
Kisi Kitaab Ke Harfon Mein,
Sacchai Bhi Dum Bharti Hai,
Ki Kyun Hamari Aankhen Ho Ke Nam,
Hamari Rooh Se Baat Karti Hain??

Anonymous said...

zindagi kisi kitaab ka naam nahi
zindagi to khud ek kitaab hai
khuda ne bade pyar se banaya hai ise
ye tu khud me ek mahtab hai
pukar ke kah rahi hai zindagi
mujhse naraaz na hona
mand mand jalte hue
tujhe roshni deta hua
bas ek aaftaab hu mai...